...
कितनी जद्दो-जहद की मैंने
ज़िन्दगी के मसले सुलझाने
में,
मगर रंजिश उसके दिल की
तबाह हो तो फिर कोई बात
बने |
_____हर्ष महाजन
..
उम्र को पशोपेश में अब
यूँ न डाला कीजिये,
वक़्त की आँधियों को खुद
खंगाला कीजिये |
कौन पूछेगा हमें हमारे
काम का सिलसिला,
ख्यालातों की बागडोर
खुद संभाला कीजिये |
_________हर्ष महाजन
 |
 |
Thursday, February
16, 2012
Dil ki kitaab ke safey
kabhi toh khola keejiye
be-adab toh ham haiN
tum toh bola keejiye
_______________Harash
Mahajan
()()()()
Thursday, February
16, 2012
Musalsal khwaaiishoN
ke silsile kabi poore nahiN hote
zaroorat kam nahiN
hoti Ibadat kam nahiN hoti
_____________________Harash
Mahajan
()()()()
|
|
 |
 |
Thursday, February
16, 2012
Usne mere dil ke talakh
iradoN ko aaNka nahiN hai
Kismat wala hai woh
ke usmeiN jhaaNka nahiN hai.
----------------------------------Harash
Mahajan
()()()
Monday, February 13,
2012
Woh mere zism ke koney-koney
meiN rehti hai
Ye saffar bhi kam hai
woh hamesha se kehti hai
kaisi hai ye tadap
jo iss kader mohabbat ki pyasi hai
Dil ke gulistaaN meiN
reh kar bhi tanhayee sehti hai
__________________________Harash
Mahajan
Friday, February 10,
2012
Bebasi ka aalam kuchh
iss kader chhaya hai ab mujh par
ki laakh bhulaane
par bhi wo tassawar ki raani hai ab tak
______________________________Harash
Mahajan
Posted by Harash Mahajan
at 3:35 AM
Tuesday, February
7, 2012
Unki bebasi dekh kar
majbooran ikraar kar baithhe
Pyaar koso door tha
jaane kyuN izhaar kar baithhe
Unko bhi iska ilm
tha our hamko bhi tha iska ahsaas
Anjaane meiN dard
naya dil meiN shumaar kar baithhe
__________________________Harash
Mahajan
|
****
Sunday, February 5, 2012
Unki judaiyoN
ka silsila toh qabil-e-bardaasht tha
magar phir
yuN hua ke maiN barbaad ho gaya
Harash
Mahajan
#####
तेरे होने का इस
कदर असर रखता हूँ
डूबूँगा नहीं मैं
समंदर में घर रखता हूँ
।
तेरे हुस्न को आदत
है मेरी नज़रों की
मचले न शबाब अब इतना
हुनर रखता हूँ ।
______________हर्ष
महाजन
1/03/2012
#######
Wednesday, January 25,
2012
मेरे हुस्न को ए 'हर्ष'
इस तरह क्यूँ
देखा करते हो यूँ बेकरार से
घायल कर देगी कोई
किरण निकलेगी गर मेरे
दिल की दरार से |
____________________________________हर्ष
महाजन
#####
Tuesday, January 24,
2012
Tujh par shaq nahiN
par bharosa bhi toh nahiN
Qasid tujh se milta
raha toone roka bhi toh nahiN
________________________Harash
Mahajan
@@@@
()()()
Hum bhi kis kader dewaane nikle
Jo puraane zakhm sehlaane nikle
Jo har taraf kataar liye phirte the
Wahi hamare dost puraane nikle
()()()
***
Phir na simtegi, agar dosti bikhar jaayegi
Zindagi zulf nahiN jo phir se saNwar jaayegi
Jo khushi de tumeh, thaam lo daaman uska
Zindagi roker nahiN haNs-kar Guzar jaayegi
***
------------------------------OOO--------------------------------------
Ye IshQ woh ishQ nahiN jisey koi samajhne ka naam
de sake ANdaz-e-Gehraayii se, doobne waaloN ka, koi sarokar nahiN hai
------------------------ooo-------------------------------
&&&
Har zakhm har khalish uski yaad ki
paikar hai Intezaar hai ye khat us tak pahuNcha de koi.
Zalzala is kader ufaan me hai ab ruk na sakega majboor
hooN, ye baat ab usey samujha de koi
-----------------@@@--------------------
woh our haiN jo gum ko faqat gum jaante haiN Lajjat-e-gum hai kya shai jise hum jaante hain
Kutch
bhi chhupa nahiN ahle nazer se yaaro Kis ki taqdeer me kya-kya hai likha jaante haiN
----------------***----------------------
@@@
Tumhari saaNso ka ulajhna is kadher dekha hai Kaale saayoN ko hamne jidher-jidher dekha hai
Woh husn
hai haqeeqi shabaab ko odey hue Usey jab bhi dekha, tere jigher me dekha hai
&&&
)()()()(
HarkatoN se woh kabhi baaz nahiN aate Mere hi saaye ab mujhe raas nahiN aate
Koi toh ho, jala
de ik charag, ke saffar badle In AndheroN me gum bhi ab paas nahiN aate
)()()()(
DuayeiN kerne waaloN se koi keh de ke baaz aa jaayeiN KahiN mere aakhiri saffar meiN koi Rukawat na aa jaaye.
OOOOOOO
Roz hi yahaaN in dooriyoN ko naapa kiye haiN hum musalsal in majbooriyoN
ko bhanpa kiye haiN hum Tumhaari in dhadkanoN ki khaatir bas ai naazneen Har pal apne is dil per tera naam chhapa kiye
haiN hum
OOOOOOOOO
Dil-e-gamjada ko sataoge kya tum
Mujhe baar-baar ajmaoge kya tum
OOOOOOOOO
Tum mile toh Zindagi maiN ik nasha chhane laga
Be-maza si ho gayi thi ab maza aane laga
OOOOOOOOO
Har cheez ko dekhne ka apna ik andaaz hota hai
Jidher hota hai Ik be-wafa saath hota hai
OOOOOOOOO
ZakhmoN se seena
chhalni hua jata hai, kambakhat,
ab dard bhi pareshaan hai ki kahaaN se uthhooN.
OOOOOOOOO
Her Roz Sochta hoon ki use bhool jaoon, yahi baat Roz main bhool jaata hoon.
OOOOOOOOO
Shikwe gile jo kutch bhi hain tumko bhi hain unko bhi hain
pareshaanian jo kutch bhi hain tumko bhi hain unko bhi hain. tumko rahega umra bhar
is toot tey Rishtey ka gum mazboorian jo kutch bhi hain, tumko bhi hain unko bhi hain.
OOOOOOOOO
Tik-tik garhi ki lamha-lamha maut ko pegaam, guzra jo pal, allah ki rehmat samajh liya
OOOOOOOOO
Dastak na de ai maut mere der pe baar baar, khuda ne mere dwaar pe Fatwa badal diya.
OOOOOOOOO
TanhaaiiyoN mein mere ager tum na hote kat jaati umre yuiN hi rotey rotey fiza bheeni
bheeni ye samaan hai suhaana bada lutf aata jo tum paas hotey.
OOOOOOOOO
woh aati hain our aaker chali jaati hain, unse tou unki yaad hi achhi kambakhat
aati hai per jaati hi nahi.
OOOOOOOOO
Aadatan main pee leta hoon Iraadatan mein pee leta hoon roothey ghar khushian mujhsey jiyadatan
mein pee leta hoon.
OOOOOOOOO
Aankhon mein ashk kam nahirotey hain jaar-jaar chun chun ke her boond pemaana bana liya
OOOOOOOOO
Dekh ker kay aayina khud se bharosa uthh gaya, beshak khuda se maangta hai 'harsh' ab
dou gaz zamee.
OOOOOOOOO
|